3rd February 2010

Tumhain maloom hai

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...
posted in Urdu Sms |

Tumhain maloom hai?
Guzri shab main ne kiya kia?????

Aoo main tumhain guzri shab ka haal sunaoon

Main ne guzri shab jag ker ik kam kiya
Main ne apni aur tumhari zindagi main
Anay wali tammam kushion aur ghamoon ko ik jagha ikhtah kia

Phir main ne tumhari aur apni apni zindagi main anay wali
kushion aur ghamoon ko Alehda Alehda kia

Phir main ne ik kam kiya
Apnay hisay ki kushion ko tumharay hisay ke ghamoon se badal diya.

Dekh mairy jaan guzri shab main ne ye kia.

This entry was posted on Wednesday, February 3rd, 2010 at 6:25 am and is filed under Urdu Sms. You can follow any responses to this entry through the RSS 2.0 feed. You can leave a response, or trackback from your own site.

Leave a Reply