Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz marta hai koi….!
Safed rang ho agar mehboob ka ,
toh mohabbat ki detergent khusbudar nazar aati hai,
na koi aur hota kharid-dar SURF-EXCEL KA,
aur na dhulai RIN-SUPREME ki kam nazar aati hai…!!!











