koi waqt purana yaad aya

by Funny Love sms on January 18, 2010

in Ghazal sms

koi waqt purana yaad aya,koi doar suhana yaad aya,

or chaak se in divaaron per, kuch likh ker jana yaad aya..

tera milna neem ki main or sir rakh dena kandhy per,

mera ye kehna koi dekh na lay,tera wo ghabrana yaad aya..

kbhi aisa b tu hota tha,main tujh ko chorny jata tha,

jab wapis anay lagta tha,tera hath hilana yaad aya..

wo waqt gaya lamhay beetay,ab her janib tanhai hai,

ab ek hai manzir ankhon main,tera chor k jana yaad aya….!

EasyFreeAds Blog News Facebook Twitter Myspace Friendfeed Technorati del.icio.us Digg Google Yahoo Buzz StumbleUpon

Leave a Comment