Nice Patriotic Story
1 Pakistani jo Pakistan se nafrat karta tha,
Aur her waqt problems ki wajah se Pakistan ko bura bolta rehta tha,
Us pe ek din Bijli ka taar gir gaya,
Woh tarap tarap k marnay he wala tha kay,
Light chali gai,
Pakistani sari nafrat bhool k khushi se bola,
“Pakistan Zindabad”











