2010 Ka Aisa Sawal Jo Aapko Raat Ko Sonay Nahi Dega.
Aik Shakhs Ne Apny Naukar Se Poocha K
Ghari Main Time Kya Hua Hai?
Naukar Ne Kaha:
Sui Sui K Ooper Hai.
Jitnay Bajne Waly Hain,
Utne Bajnay Main Utnay He Minutes Hain.
Batao Us Waqt Time Kya Ho Raha Tha.
Challenge For You and All Your Friends.
Answer: 9:50











